Fast Food

Author Photo SONIA PARUTHI Sat 10th Dec 2016      Write your Article
fast-food.jpg
fast food ka arth hai _Aisa aahar Jo hamare swasthya ke liye haanikarak hota hai . jaisa ki ham sub jaante hai ki har chamakti hui chiz sona nahi hoti theek usi prakar har swadisht dikhne wala bhojan achha nahi hota. hamara jeevan ek sangharshmay jeevan hai . hamein har paristhiti ka saamna karke aage badhna chahiye. agar is sangharshmay jeevan mein hum aise bhojan ka sewan karenge tou hamara swasthya kharab ho jayega aur him anek bimariyon ka shikar ho jayenge aur phir safalta hamein apne gale nahi lagaygi. aajkal ke log swasthya ki jagah swad par adhik dyan dete hai jiske parinaam unhe baad mein bughatne padhte hai. badhte baazaarwad ke kaaran log fast food ki or adhik aakarshit ho rahe hai. fast food ke kaaran anek bimariyan janam le rahi hai .hum aise bhojan ka sewan karke maut ko gale laga rahein hain aur apne hi paon par kulhaadi mar rahe hain. hamein raise bhojan ka sewan nahi karna chahiye nahi tou hum apne priyon she door ho jayenge kyonki bimari kabhi nimantran dekar nahi aati hai.vigyapano ke madhyam se koi bhi utpaad poore vishva mein jagah bana leta hai aur jiske bahut dushparinam hote hain. hamein vigyapano ke mayajaal se bachna chahiye. hamein aise bhojan ko tyagana chahiye tabhi hamara jeevan sukhmay hoga.

composed by SONIA PARUTHI
AMENITY PUBLIC SCHOOL

उन्होंने कहा

Author  Photo Madhu Bhagat   (Wed 28th Sep 2016) उन्होंने कहा
उन्होंने कहा "साथ चलते हैं "
मेरी आंखे उनसे पूछ रही थी
इतने सालों बाद भी वो मुझसे यही कहते है
की साथ चलते हैं ।

पुराने हालात क्या थे ,पूछंगें तो
बया कर देंगे कोरे कागज से

मेरी तमन्नाएं उन से जाली और बुझी
मेरे और उनके जज़्बात भी यही कहा करते थे.... Read More

Jarurat

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Sun 1st Feb 2015) Jarurat
Budape ko lathhi ki jarurat hoti hai
Javani ko kad kathhi ki jarurat hoti hai
Bhukhe ko roti ki jarurat roti hai
Murde ko kafan kathhi ki jarurat hoti hai
Raste ko manjil ki jarurat hoti hai
Hansne ko mahfil ki jarurat hoti hai
Raat ko chandni ki jarurat hoti hai
Din ko bhi roshni ki jarurat .... Read More

अच्छे दिन की गठरी

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Mon 18th Dec 2017) अच्छे दिन की गठरी
सियासत के सफर में अब
ये कैसा मोड़ आया है
कोई बाबर कोई खिलजी कोई औरंगजेब लाया है
लगे सब बदजुबानी में
ये कैसा वक्त आया है
जनता की उम्मीदों को
नहीं पूरा कराया है
तमाशा हो रहा है अब
ये कैसा खेल रचाया है
अच्छे दिन की गठरी को.... Read More

LABON KI KHUSHI

Author  Photo Shrivastva MK   (Wed 4th Oct 2017) LABON KI KHUSHI
In labon ki khushi byan karta hun,
Mai tumse pyaar karta hun,
Ai khuda, na chhin lena ye lamha bhi mujhse, kyoki
Dil ke mandir  me mai unhe bhagwan ki tarah pujta hun,

In labon ki khushi byan karta hun,
Apni tasveer unhe samjhta hun,
Jab nind se band ho jati hai ye aankhen,
Mai sapno me bhi.... Read More

आंसू की वेदना

Author  Photo Rajesh kumar   (Fri 6th May 2016) आंसू की वेदना
ये आंसू किसी को बुझा (समझाना)नही सकता
कि ये क्यों परोक्ष (दूर)जा रहे हैं।
आँखों के अलावे इसे कोई नही रोकता
जिज्ञासा है मुझे की ये कया कहना चाह रहे हैं।

इन आंसुओं के कितने दृग(आँख)दृष्टी(आँख)पर चढ़ गए।
इन आसुंओं से कितने समुद्र उप गए ।
कितने आंसू काम आ गए
कितने बेबजह बह गए।
.... Read More

Wo Pagli Ladki

Author  Photo Gulshan   (Sat 17th Jan 2015) Wo Pagli Ladki
Rishikesh ki hasin wadiyo me jab me shyam ke waqt ghum raha tha tab market meri najar ek ladki par padi dikhne me koi apsara se kam na thi achanak mere muh se nikal pada-Subahnala kya baat hai.wo ladki dukandar se lad rahi thi mene paas jakar suna to wo sayad recharge na aane ke karan lad rahi thi m.... Read More

Aayna

Author  Photo gulshan   (Mon 30th Dec 2019) Aayna
Ruh me bas gyi tasveer tumhari
Ki har saans me tumhara ahsaas hai
Dua me hone lga hai asar ab meri
Ki har mod me ab meri tumhara hi sath hai.... Read More

इश्क़ की सिहाइया

Author  Photo Shrivastva MK   (Sat 11th Nov 2017) इश्क़ की सिहाइया
इश्क़ की सिहाइया से तेरा नाम लिख दु,
हर जगह हर गली में सरेआम लिख दु,
वसियत से कीमती ये दिल अपना
उस खूबसूरत प्यार के नाम लिख दु,

इन मासूम नयन में आपको बसा लू,
अपने दिल का हाल आपको बता दु,
बस कुछ लमहात की ख्वाईश है आपके साथ,
ज़िन्दगी भर का प्यार आपके साथ चंद पलो में जता दु,
.... Read More

MAI PHIR BHI AAPKO CHAHUNGA

Author  Photo Shrivastva MK   (Mon 2nd Oct 2017) MAI PHIR BHI AAPKO CHAHUNGA
Hawa ban aapke sanson me utar jaunga,
Bhulna chahoge to dil kone baith jaunga,
Chahe Kitni bhi nafrat ho aapke dil me,
Mai bhir bhi aapko chahunga,

Tu chand mai Tara ban jaunga,
Ghane badalon me mai kho jaunga,
Jab nind se band ho jayengi aapki aankhen,
Chupke se mai aapke sapne me aa jaung.... Read More