My hindi favourite quotes

Author Photo SONIA PARUTHI Sat 10th Dec 2016      Write your Article
my-hindi-favourite-quotes.jpg
Apne charitra ko zameen jaisa mat banao jahan har koi chal sakta hai , apne charitra ko aasman jaisa banao jahan har koi jaane ki ichha rakhta hai.

Manushya keep sabhi karya in satoon mein se kisi ek ya adhik vajahon she hotein hain
mauka
prakarti
mazburi
aadat
kaaran
junoon
ichha

yeh prarthana hamesha yaad rakhein _ he ishwar jise badla jaa sakta hai use badalne ki shakti de aur Jise badla nahi jaa salt a use swikaar karne ki shakti de.

Jeevan mein upar uthte samay sabhi logon se adab se pesh aaye kyonki neeche girte samay aap inhi logon se dubara milenge.

beti ko chand jaisa mat banao ki har koi ghoor ghoor ke dekhe apni beti ko suraj jaisa banao ki ghoorne se pehle subki nazar jhuk jaye.

Jo mummy papa ko swarg le jaata hai vo beta hota hai par Jo swarg ko ghar le aaye vo beti hoti hai.

beti ki mohabbat ko kabhi aazmana nahi vo phool hai use kabhi rulana nahi.

bahut chota sa safar hota hai beti ke saath
bahut kam waqt ke liye hoti hain vo hamare paas.

aise hote hai maa aur pita
jinke hone ka ahsaas kabhi nahi hota lekin na hone ka bahut hota hai.

jindagi mein shanti se jeene ke 2 hi tareeke hain
maaf kardo unko jinko tum bhool nahi sakte
or
..
..
bhool jao unko jinko tum maaf nahi jar sakte

har khushi dil ke kareeb nahi hoti
jindagi gamon se door nahi hoti
ai dosto dosti ko sanjo kar rakhna kyonki dosti har kisi ke naseeb mein nahi hoti

maa se rishta sabse khaas hota hai kyonki baaki saare rishtey hamare paida hone ke baad bante hain par ek maa hi hai jis se hamara rishta hamare paida hone se 9 mahine pehle hi ban jata hai.

apni tareef khud hi kariye kyunki aapki burai karne ke liye tou poora zamana taiyaar baitha hai.

is kalyug mein rupya chahe kitna bhi gir jaye itna kabhi nahi gir payega jitna rupay ke liye insaan gir chuka hai.

jiske paas umeed hai vo lakh baar haar kar bhi nahi haar sakta.

ek bahut achhi baat Jo jindagi bhar rakhiye aap ka khush rehna hi aap ka bura chahne walon ke liye sabse badi saza hai.

bharosa jitna kimti hota hai dokha utna hi mehanga hota hai
phool kitna bhi sundar ho tareef khushbu ki hi hoti hai
insaan kitna bhi bada ho kadra mein par uski pehchaan guno se hoti hai .

Jo hum doosro ko denge wahi laut kar aayega chahe vo ijatt ho samman ho ya phir dokha

doosro ko sunane ke liye apni awaz unchi mat karo balki apna vyaktitva itna uncha karo ki aapko sunne ke liye log intzaar karein.


THESE QUOTES ARE NOT MINE BUT ARE MY FAVOURITE SO I SHARED IT WITH YOU.

SHARED BY
SONIA PARUTHI
AMENITY PUBLIC SCHOOL

KYON UNKE PYAR ME MUJHE RULA RAHA...

Author  Photo Shrivastva MK   (Wed 4th Oct 2017) KYON UNKE PYAR ME MUJHE RULA RAHA...
Ai khuda kyon hansa ke mujhe rula rha,

Mere chhupe dard ko aur bada rha,

Nahi jih sakta mai unke bin,Ye jankar bhi

Kyon unke pyar me mujhe tadpa rha,.... Read More

DedIcAted tO oUr 'AWESOME' cOlLeGe lIFe..!!

Author  Photo ravi   (Wed 23rd Mar 2016) DedIcAted tO oUr 'AWESOME' cOlLeGe lIFe..!!
Dil me josh,sasoon me tufan..
Ye h apne college ki duniya padhna-likhna toh chalta he rahega..
Aish tu kar koe kuch nae kahega..
Yaha aa k bas bindass ho jao. upar wale chhat pe gappe ladao..
lunch me canteen se chai pe k aana, uske baad lecture me neend ka bahana..
ekathe ho k assignment banan.... Read More

hamne Jo ki Mohabbat

Author  Photo Henrik Vishal   (Sun 23rd Nov 2014) hamne Jo ki Mohabbat
Hamne Jo ki thi mohabbat Wo aaj bhi hai,
Tere julpho ki saaye ki chahat aaj bhi hai

Raat Kati hai aaj khayalo me
Tere deewano si meri wo halat aaj bhi hai,

Kisi aur ke tasabbur ko uthti nahi nigahe,
Is baimaan aankho me thodi si sarafat aaj bhi hai,

Chaah kar chaahe ek baar phir chod De.... Read More

aye mere piya

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Sun 28th Jul 2019) aye mere piya
Aye meri saanso mein mere sanam,
Nibhayenge saath tumhara saaton janam.

Ye dadhkane sun raha hai khuda,
Karna nahi humein unse juda.

Har saans par sirf hakk hai tumhara,
Tum bin koi nahi hai hamara.

Tumse bhala hum kabhi kya chhupayenge,.... Read More

जरूरत

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Sun 5th Nov 2017) जरूरत
बुढ़ापे को लाठी की जरूरत होती है
जवानी को कद- काठी की जरूरत होती है
भूखे को रोटी की जरूरत होती है
मुर्दे को कफ़न काठी की जरूरत होती है
रास्ते को मंजिल की जरूरत होती है
हंसने को महफ़िल की जरूरत होती है
चाँद को चांदनी की जरूरत होती है
सूरज को भी रोशनी की जरूरत होती है
बचपन को दुलार की जरूरत होती.... Read More

सिलसिला प्यार का

Author  Photo Shrivastva MK   (Sun 1st Oct 2017)  सिलसिला प्यार का
बड़ा अज़ीब है सिलसिला प्यार का,
नजाने कब आएँगी वो पल इश्क़-ए-दीदार का,
रूठी रूठी है वो खूबसूरत नज़रे उनकी,
नजाने कब ख़त्म होगा मेरा वक़्त इंतज़ार का,
वक़्त इंतज़ार का,

हर लम्हा उनकी याद में खोये हुए,
उनके मिलान की आस दिल में बोये हुए,
अपनी साँसों में लिखकर नाम उनका,
उनका चेहरा अपने आँखों में सजोये .... Read More

my love alfisha khan

Author  Photo Sonu Dhanka   (Thu 17th Sep 2015) my love alfisha khan
Mera naam Sonu Dhanka hai main basically Jaipur se hu. Aur me Jaipur me ek call center me job karta hu as A team coach. Maine jab meri job start ki thi tab me idea process me tha or Alfisha Khan (meri lover) WO bhi idea process me hi thi kuch hi duri par hum dono baitha karte the.
Maine usse frien.... Read More

Tooti Neend ke Parinde

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Thu 11th Jul 2019) Tooti Neend ke Parinde
Raat bharr jaagne wale saare aashiq nahi hote,
Kabhi kabhi kuch jimmedaariya aur tute dil ke tukde bhi neend uda dete.

Tooti neend ke parinde bheegh jaati palkein,
Kya hai dil mein kabhi kisi se kuch nahi kehte.

Kyu jab subah neend hai khulti,
Tou sirhana ki bheegi chadar milti.

Chehre.... Read More

TUJHE DEKHE HUA KITANE DIN

Author  Photo Shrivastva MK   (Wed 25th Oct 2017) TUJHE DEKHE HUA KITANE DIN
Tujhe dekhe huye kitne din,
ab raha nahi ja raha tere bin ,
kas wo pal phir wapas aa jate,
tere saath tujhe dekh man hi man
muskurate,
tujhse batein kiye huye kitne din,
ab raha nahi ja raha tere bin..


har lamha teri yaadon me khoya hoon,.... Read More