Aapke chehre ki chamak ke saamne chand bhi lagta hai saada,
Itna khubsurat chehra hai aapka dil ke mandir mein karu sajda.
Behad khushnaseeb hain hum jo jaan ho aap humari,
Zindagi mein aakar bn gye ho aap humari zindagi.
Naraaz na hua karo jaan ek aap hi tou ho humare,
Wajood hai humara sirf aapke sahare.
Har ke zarre zarre mein hai sirf aapka naam,
Aapke bin tou naam bhi humara hai benaam.
Sirf aapke bankar rehna chahte hain janam janam.
Bhut pyaar karte hain aapko sanam khuda kasam.