Fauji

Author Photo SONIA PARUTHI Thu 11th Jul 2019      Write your Poem
fauji.jpg
Kisi ke gajre ki khusbu ko chhor ke aaya,
Maa ki baahon ko tarasta paaya.

Hum apne gharo mein chain se so paaye,
Isliye wo hamari neendon par qurbaan ho gaye.

Diwali par ho roshni yha,
Sarhad par andhere mein khada hai koi wha.

Apni nanhi si chidiya ko chehak sunne ko jee uska bhi karta,
Fir bhi wo din raat sirf hamari hifazat ke liye ladta.

Jaan hatheli par rakhkar, desh mehfooz rahe,
Har goli chhaati par seena thok ke khade.

Fauji se saccha aashiq nahi milta,
vatan se khubsurat koi sanam nahi khilta.

Uski biwi bhi fauji se kam nahi hoti,
Jo ek fauji bn poore ghar ka khayal rakhti.

Ghar se nikalte hain khwaabon ko poora karne,
Kisko pta tha ki ghar jana bhi simat jayega ek khwaab mein.

Aadha inch kam hone par jab sena mein bharti nahi karte,
Ek maa ko aadha shareer kaise tum lautate.

hats off to all the army...oh lord! please give strength to parents who lost their son, strength to wife who lost their best half and most importantly strength to those little kids who lost their real super hero.

HUME YU NA TADPAYA KARO...

Author  Photo Shrivastva MK   (Mon 2nd Oct 2017) HUME YU NA TADPAYA KARO...
Pyar kiya to nibhaya karo,
Deke dard judai ka na mujhe yu tadpaya karo,
Na lo meri mohabbat ka imtehaan,
Kya kami rah gai meri mohabbat me ye to btaya karo,

Sath na dena ho yadi to sapne na dikhaya karo,
Jana ho dur hi agar to kisi ke zindagi me na yu aaya karo,
Kar ke wada sath nibhane ka,.... Read More

गमे जिंदगी

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Thu 12th May 2016) गमे जिंदगी
गम की राहें हजार आने दो
जिंदगी अब यूँ ही गुजर जाने दो
बद्दुआ दिल से निकली जो
उसका भी असर हो जाने दो
रोक ली राह जो थी उल्फ़त की
उसका चेहरा नजर आ जाने दो
गमे फुर्सत में बैठे अब हम तो
गम से नजरें तो चार कर जाने दो
बहते अश्क अब इन आँखों से
मुझको पल भर जरा मुस्कराने दो.... Read More

Jindagi ka ek sach

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Sat 31st Jan 2015) Jindagi ka ek sach
Apne liye to duniya jeeti hai

Aur Wine ke saath rum bhi peeti hai

Gareebo ke liye koi kuchh karta nahi

Desh mai aaj bhi fatehaal aur badhaal jindgi roti hai

Jinki subah nahi hoti
.... Read More

Life is a beautiful song

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Thu 11th Jul 2019) Life is a beautiful song
Life is a beautiful song,
Why rolling ??no right no wrong.

If you listen carefully to,
Silence is so beautiful too.

One day you will become a memory for someone,
So do good and be a good one.

One good thing about music, happy rain,.... Read More

Mai Mai hun ya koi aur

Author  Photo Uma   (Wed 25th Oct 2017) Mai  Mai hun ya koi aur
khud se ye sawal puchta hai man
mai mai hun ya koi air
har badalta suvicharon se badhta
hai isme aks mera hi ya samata koi aur hai

mai jaanti hun k badhti hai zimmedari
dheere dheere
badalti hain aadtain saari
dheere dheere
.... Read More

KASH! YE DIL BHI BENAKAB HOTE...

Author  Photo Shrivastva MK   (Sat 30th Sep 2017) KASH! YE DIL BHI BENAKAB HOTE...
Kash! Ye dil bhi benakab hote,
To sayad na dhokhe hote aur nahi fasad hote,
Log sirf unse dosti karte,
Jinke dilo me sirf mohabbat ke raag hote,

Kash! Ye dil bhi benakab hote,
To sayad na dhokhe hote aur nahi fasad hote,
Sirf unse hi pyaar hota,
Jinke dilo ke liye wo khaas hote,
.... Read More

शैतान बच्चा

Author  Photo Prince   (Fri 11th Mar 2016) शैतान बच्चा
साधू : बेटा आप मुझे
थोड़ा सा
पानी पिला देंगे..!!
.
.
बच्चा : अगर लस्सी हो जाये
तो..!!
.
.
साधू : तब तो बहुत.... Read More

बद-से-बदतर हालात प्रिये

Author  Photo Sanjeet Kumar Pathak   (Thu 13th Nov 2014) बद-से-बदतर हालात प्रिये
अनचाहे जब मिल ही गए हैं,

कर लेते हैं कुछ बात प्रिये.

अपना हाल सुनाओ तुम,

यहाँ बद-से-बदतर हालात प्रिये.

कैसे तेरे दिन कटते हैं,
.... Read More

DOSTI HAMARI ZINDAGI

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Sun 7th Apr 2019) DOSTI  HAMARI ZINDAGI
Humein ye tou nahi maloom zindagi kya hai kehti,
Par jise mile itni pyaari aur masoom yaari.
Zindagi ka har lamha hai bhut khaas,
Jeene lage wo bhi jeene ki wajah na ho jiske paas.

Dostana hota hi hai sabse pyaara rishta,
Aasmaan se aaya koi parinda.
Karu kyon mai fikra jab saath hai is rooh.... Read More