Dard me dooba raha dil
Labo par mushkan tab v thi.
Jindgi ki lau bujhne lagi
Jine ki wajah tab v thi
Jamane ne dutkar diya hame
Wo pyar bhare lafj ab v the
Bejaan hone lga tha ye jism
Unke liye wo jajbat ab v the
Bewajah gaaliyan sunai is jamane ne
Dil me wai shukun tab v tha
Sab apni jindgi me the mashgul,
Auro k liye jita wo tab v tha
Ye awara.. khamosh akela ab v hai tab v tha..