Mata pita ke charno mai mujhe
Charo dhaam najar aa jara hai
Mathura kashi mai kyo jau
Mujhe vaikunthh yahi mil jara hai
Lathhi bankar saath chalu mai
Mujhe apna bachpan had aa jata hai
Unki hi ungli pakadkar
Mujhe chala bhi aa jata hai
Seva kare Jo mata pita ki
Uska jeewan bhi safal ho jata hai
Unke hi aashish se
HAR sankat bhi tal jata hai