#Milna tha uss se, par mil na saka
Kuch kehna tha uss se, par keh na saka
Khawabon mein toh wo meri hi thi...
Par hakikat mein uuse apna bana na saka.....
Apne dil ki baat usse keh na saka
Ek aakhri vaar milna tha usse
Par mil na saka...............mil na saka