Ek chhotee but badee kahanee

Author Photo Ravi Ranjan Yadav Sat 14th Mar 2015      Write your Story
ek-chhotee-but-badee-kahanee.jpg
Train ki puri compartment ki safai karne ke bad wah saat saal ka ladka apne kamar ko sahara deta hua utha.Ek haath apne reedh ki haddi par rakhkar aur dusra yatriyo ke saamne failaye hue wah aage badhta jaa rha tha.Koi usse nachne ko kahta,koi gane ko. Koi kahta kitna kama lete ho din bhar me? to koi kahta maa bap dusre compartment me kama rhe honge. Aakhirkhar koi do char paise haatho me thame wah train se utar gya.

Kuchh hi der ke baad kinnado ki ek tolee compartment me talee bajatee hui pahuchi. Koi kinnad kisi yatri ko darata,koi dhamkata , koi jalil karta to koi chidhata.
Jab kinnad plateform pe utre to unke haatho me notes se bhare bag the. Idhar wo note ki gaddiyo ko sahejne me byast the aur udhar saat saal ka bachha chand sikke aur apne do saal ke annath bhai ko lie apne aur uske aansuo ko sahejne me...

Pyar ka Najrana

Author  Photo Rohit Bansal   (Mon 8th Jun 2015) Pyar ka Najrana
Dil ki rah me yadi tujhe pa lunga m,
Tere ane pr Swarg si zindgi jee lunga me ..

Zindgi lagegi bhut pyari jo tu mere sath hogi,
teri hi khushi me hi khush ho lunga me ...

Tu hi meri duniya hogi, tu hi hogi jahan mera,
teri khushi ke lie to , jaher b pee lunga me ...

Teri khushi tera gum.... Read More

sacchi mohabbat meri ibadat

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Sun 7th Apr 2019) sacchi mohabbat meri ibadat
Hamari har dadhkan par naam hai aapka,
Aap humein mile shukriya hai khuda ka.

Har janam mein hum ho aapki chahat,
Humesha se rahu mai aapki amaanat.

Khushnaseeb hai meri taqdeer,
Jo hai mere haathon mein aapke naam ki lakeer.

Meri raah-e-manzil mein chiraag jala diye,.... Read More

ZINDAGI KO JEENA SIKH LO

Author  Photo Shrivastva MK   (Wed 25th Oct 2017) ZINDAGI KO JEENA SIKH LO
Zindagi ko jina sikh lo,
Zindagi se ladna sikh lo,
Hausla rakho sabse uper,
Zindagi me jitna sikh lo,

Bana do apni ek alag pahachan,
Naam wahi par kam alag ho
Visva me tumhara ho ek alag kirtimaan,
Karke apne kul ko rausan,
hansna aur hansana sikh lo, .... Read More

Maa

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Sat 19th Aug 2017) Maa
Dadi maa tussi kithe tur paye..
Tussi boht yaad aunde ho...
Mai jandi haa ki tussi mere aas pass hi haige..
Par nazar nahi aaunde ho....
Mai twanu mehsoos kar sakni aa
Par Milan nu jee karda haiga..
Har vele bus twanu hi yaad karni aa
Tey twadi yaad ich rauni aa...
Tussi vapas kyo ni aa sak.... Read More

Jamane ki hakiqat

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Tue 3rd Feb 2015) Jamane ki hakiqat
Is jahan mai nahi koi thhikana
Dund raha mai ik aashiyana
Unki hakiqat ko jab Maine Jana
Ha mai deewana ha mai deewana


Sabki hakiqat mujhko pata hai
Kya mere dil mai hai mujhko pata hai
Apni adao ka jalva dikhakar
Bada mere dil mai uska pata hai.... Read More

प्यारे सुभाष आजा

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Sat 26th May 2018) प्यारे सुभाष आजा
भारत में फिर से आजा
प्यारे सुभाष आजा
सोते हुए हैं फिर भी
आकर उन्हें जगा जा
बदले थे भेष तूने
कारण स्वतन्त्रता के
कहीं खान तू बना था
सूरत वो फिर दिखा जा
ये गाना औ बजाना
तेरे बिना है फीका.... Read More

PYAR KE DEEP...

Author  Photo Shrivastva MK   (Tue 10th Oct 2017) PYAR KE DEEP...
Pyar ke deep jalayenge hum,
Mil kar sath sabhi
Desh ki takat ko badhayenge hum,
Es desh ki mitti hamari hain,
Yahi par janam liya hain
yahi par mar jayenge hum,
Pyar ke deep jalayenge hum,

Mita ke nafrat logon me
phir se bhaichara layenge hum,.... Read More

कैसी चाहत है,

Author  Photo Madhu Bhagat   (Mon 21st Nov 2016) कैसी चाहत है,
आज ख्वाईशो से बाते करना ,
ये कैसी चाहत है,
मैं चाह रखती थी उन पलों में ,
फिर उनके आने की ,ये कैसी गुजारिश है,
हम जानते है,मेहरबान है वक़्त उन पर
फिर भी मेरी दिल में आपसे एक बार मुखातिब होने की ये कैसी आरजू हैं । .... Read More

Aajadi ka Jashan

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Sun 1st Feb 2015) Aajadi ka Jashan
Aajadi ka jashan hai yaro
Milkar ise manaye
Yaad kare un veero ko
Fir unko sheesh navaye
Kaise kaise yatan kiye
Jab mili hame aajadi
Rakt baha un veero ka
Aisi thi vo jange aajadi
Bhool rahe us kurbani ko ham
Aapas mai lad lad ka.... Read More