Fast Food

Author Photo SONIA PARUTHI Sat 10th Dec 2016      Write your Article
fast-food.jpg
fast food ka arth hai _Aisa aahar Jo hamare swasthya ke liye haanikarak hota hai . jaisa ki ham sub jaante hai ki har chamakti hui chiz sona nahi hoti theek usi prakar har swadisht dikhne wala bhojan achha nahi hota. hamara jeevan ek sangharshmay jeevan hai . hamein har paristhiti ka saamna karke aage badhna chahiye. agar is sangharshmay jeevan mein hum aise bhojan ka sewan karenge tou hamara swasthya kharab ho jayega aur him anek bimariyon ka shikar ho jayenge aur phir safalta hamein apne gale nahi lagaygi. aajkal ke log swasthya ki jagah swad par adhik dyan dete hai jiske parinaam unhe baad mein bughatne padhte hai. badhte baazaarwad ke kaaran log fast food ki or adhik aakarshit ho rahe hai. fast food ke kaaran anek bimariyan janam le rahi hai .hum aise bhojan ka sewan karke maut ko gale laga rahein hain aur apne hi paon par kulhaadi mar rahe hain. hamein raise bhojan ka sewan nahi karna chahiye nahi tou hum apne priyon she door ho jayenge kyonki bimari kabhi nimantran dekar nahi aati hai.vigyapano ke madhyam se koi bhi utpaad poore vishva mein jagah bana leta hai aur jiske bahut dushparinam hote hain. hamein vigyapano ke mayajaal se bachna chahiye. hamein aise bhojan ko tyagana chahiye tabhi hamara jeevan sukhmay hoga.

composed by SONIA PARUTHI
AMENITY PUBLIC SCHOOL

UDAAS LAMHEN

Author  Photo Shrivastva MK   (Sun 1st Oct 2017) UDAAS LAMHEN
Ye lamhe aaj kyon Etna udàas hai,
In lamhon ko aaj bhi kisi saksh Ki aas hai,
Wo samjhte hain hum bhul gye unko,
Par aaj bhi en aankhon me sirf unka hi vas hai,

Jaise tuti daali ko pani aur mitti Ki hoti taalash hai,
Waise hi es tute dil ko tumhari jhalak aur pyar Ki aas hai,
Dekho na ek baa.... Read More

कल शाम जिन्दगी से

Author  Photo Pandit Sanjay Sharma 'aakrosh'   (Tue 1st Sep 2015) कल शाम जिन्दगी से
कल शाम जिंदगी से मुलाकात हो गई
उनके ख्यालों में खोये सारी रात हो गई
सपनों में मिलने की उससे फिर बात हो गई
उसकी झील सी आँखों में सारी कायनात खो गई
आँख खुली तो देखा ये तो बरसात हो गई
हमने क्या सोचा था और ये क्या बात हो गई
कल शाम जिंदगी से मेरी मुलाकात हो गई.... Read More

Mera Chand

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Thu 11th Jul 2019) Mera Chand
Har koi chahta hai us aasmaan ke chand ko,

Ehsaason se mehsoos karu mai roz apne chand ko.



Poori kudrat samet ke jaise koi meri jholi mein daal gaya,

Wo mile mujhe, mera khuda mujhe mil gaya.
.... Read More

Mujhse Kyu Juda Ho Gayi

Author  Photo Shrivastva MK   (Wed 25th Oct 2017) Mujhse Kyu Juda Ho Gayi
Kaun si mujhse khata ho gai ,
Bata do sanam
kyon mujhse khafa ho gai,
Maine to dil me basaya tujhe bhagwan ki
tarah,
Batado sanam
kyon mujhse juda ho gai,


Pyar to samundar hain ,.... Read More

शायरी प्यार की

Author  Photo Vaibhav Dhange   (Wed 20th Sep 2017) शायरी  प्यार की
इस धरती से लेकर
उस चाँद तक
मै तुझको प्यार करू
अमीर से लेकर फ़क़ीर होने तक !
चाहे रास्तो में गुलाब हो
या हो उसके काटे
चलता रहूँगा मै प्यार के राहो में
जब तक है धड़कती मेरी सासे !.... Read More

Love Shayari

Author  Photo Rohit Bansal   (Mon 8th Jun 2015) Love Shayari
Tere didar ko tarasti h akhiyan ese,
bin pani machli tadapti jese,
jindgi bhar tujhe kabhi na bhul paenge,
tere bin kabhi hm na rh paenge !!

Karte h hm pyar tujhse pure dil or jaan se ,
Ye kabhi na tujhse hm kh paenge ,
Tujhe choti se choti khushiyan dene k lie ,
Is pure duniyan jahan se bh.... Read More

I love you mahadev

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Thu 11th Jul 2019) I love you mahadev
Mere MAHADEV ne pakda hai mera haath,
Zindagi bhar ke liye hain hum aapke saath.

Mahadev ka haath hai jab is sir par,
Pyaara nahi mujhe koi aur dar.

Mahadev hi hai meri sacchi mohabbat.
Is dil ki har dadhkan hai unki amanat.

Mere SHIVAI ka saath hai ek jannat,.... Read More

Yaadein

Author  Photo Shrivastva MK   (Wed 25th Oct 2017) Yaadein
Najane kyon tadapati hain
ye yaadein,
Kabhi rulati Kabhi Khush kar jati
ye yaadein,
Mere jine ka jariya hain bus yahi,
Kabhi dard bankar jakhm deti hain,
To kabhi  dard ka maraham ban jati
Ye yaadein,
ye yaadein......
.... Read More

Love you Grandma

Author  Photo SONIA PARUTHI   (Mon 14th Aug 2017) Love you Grandma
Ek yaad purani hagi..
Pta nhi tussi kithe tur paye
Ek vaari tussi aake vekh hi lende
Ki twade jaan tou baad
Mainu twadi kinni laud hagi...

Meri ankhiya Vich hanju
Tussi vekh nhiyo sakde si
Ta fir tussi mainu raun vaste
Kalle kyu chad gye...... Read More